SOKAR UTHHNE Ki SUNNATEN sahee ahadees ki rosh ni me


SOKAR UTHHNE KiSUNNATEN


1.Haath se neend ke asar ko chehre se door karna


Hadees “Allah ke Rasool(sallalahu alahi wa sallam) ‘ neend se bedaar huye,
baithhe aur apne chehra-e-mubarak se neend ke asar
ko apne haath mubarak se door klya”
(Sahih Muslim 1825)

1.Dua Karna (Sokar Utane Ki Dua )

SokaAlhamdu lillaa hil-lazee ‘ahyaanaa ba’da maa
‘amaatanaa wa ilaiyhin-nushoor.
Allah ka shukr hai jisne marne ke baad zindah kiya
Our uSi ki taraf laut kar jana hai. (sahee bukhari 6312)

3 Miswaak karna

Allah ke Rasool(sallalahu alahi wa sallam) jab raat ki neend se beddar hote to apna munh mubarak miswaak se saaf karte

4.Naak Jaadna


iske bareme Allah ke Rasool (sallalahu alahi wa sallam) ka farman hai
jab bhi tum mein se koi sokar uthe to use chahiye ke woh teen martaba apni naak
jhale kyun ki shaitan uski naak par raat basar karta hai.
(bukhari 3255)


5. Donon haath teen martaba dhona:

Jab bhi koi neend se bedaar hoto use chahiyeke woh bartan me us waqt tak hath na dale
jab tak woh teen martabaha (bartan se bahar)apne hath na dole
(sahee Muslim665,Abu Dawood 103)



more details viste
https://allclick.info/sunnat-sokar-uthane-ki-sunnaten/

Post a Comment

0 Comments