Sunnat-Baitul Khala mein aane jaane ki sunnatein
1.baitul khala mein daakhil hote waqt baayan pair
andar daakhil karna aur nikalte waqt pahle daayan
pair nikaalna.
andar daakhil karna aur nikalte waqt pahle daayan
pair nikaalna.
Baitul Khalaa men daakil hone ki duwa
Allaahummaa ‘innee ‘a’oozu bika minal-
khubusi wal khabaa’is.(sahih Bukhari 142)
Tarjuma (Aye Allooh main khbees jinno our khabees
jinnion se teri panah men aata hoon.)
jinnion se teri panah men aata hoon.)
Chan ke baitul khala unke rahne ki jagah hain is liye
unse panaah maangna zaruri hai taake Allah Taala
unki shar se mahfooz rakhe
unse panaah maangna zaruri hai taake Allah Taala
unki shar se mahfooz rakhe
Baitul khalaa se nikalne ki duwa
Ghufraanaka
TarjumaAye Allah main teri bakshish talab karta hoon
(Sunan Abu Dawood 30)
(Sunan Abu Dawood 30)
Insaan din raat mein kayi dafa’a baitul khalaa mein
daakhil hota hai. jab bhi baitul khala mein aana jaana
ho, in sunnaton se zaroor mustafeed hona
chaahiye do sunnaten daakhil hone ki hain, aur do
nikalne ki
daakhil hota hai. jab bhi baitul khala mein aana jaana
ho, in sunnaton se zaroor mustafeed hona
chaahiye do sunnaten daakhil hone ki hain, aur do
nikalne ki
More Details
0 Comments