Asal Me Mujahid Koun log Hain (Hadees)

*Daily Hadees*



Hazrat Fazala Bin Ubaid Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Mujahid woh hai jo apne nafs se jihaad kare yani nafsaani khuwaishaat ke khilaaf chalne ki koshish kare. (Tirmizi: 1621)

Post a Comment

0 Comments