Apne Bhai Ki Madad Karneka Fayda (Hadees)

*Daily Hadees*


Hazrat Abdullah bin Umar (Raziyallahu Anhu) Riwaayat karte hain ke Nabi Kareem ﷺ ne Irshaad farmaaya: Jo koi apne bhai ki haajat puri karta hai Allah Ta'ala us ki haajat poori farmaate hain. (Abu Dawood: 4893)

Post a Comment

0 Comments