Dil ko chune wali bathen

*Daily Hadees*

1)
Faqat ALLAH ha jo aik

Sajdey se apna bana leta hai
Warna yeh insan toh jan ley kar
Bhi razi nai hote
2)
Uss khuda se darte raho

Jiss ke sifat ye hai ke
Agar tum baat kero tou sunta hai
Agar dil main rakho tou wo janta hai
3)
Sb sy jaldi razi hony wali hasti

ALLAH Pak ki Zaat hy.
Hamari nadamat ka aik aanso
Usay humara bohat Qareebi
dost bna sakta hy,
Aur jis ka sb sy Qareebi dost ALLAH ho
to us ka koi B kam kaisy ruk skta hy.
4)
Jab Tumhain Mehsoos Ho Kay

Tumhari Tabiyat Ko Zikr-e-Khuda Sy
Sukoon Mehsus Hota Hy,
To Samjh Lo Kay Khuda Tumhain Pasand Krta Hay
5)
Sabar kero kiyo ke ALLAH

Sabar kerne walon ke sath hai
6)
Jis ke kaam rab sanwarta hai
Us ke kaam bandey kese bigaar saktey hain
7)
Uper waly per pura emaan rakho

Jin ke emaan mazbot hoty hain
Un ke liye mojzy hote hai.
8)
Namaz ke to shaan hai

Joh rok deti hai tawaaf e kaaba
To tere kaarobaar ke kiya auqaat Hai
Jis ke liye tu namaz ko chor deta hai
9)
Agar tum apne rabb per bohat bharosa

Rakhtay ho tou ye bhi jaan lo ke,
Tumhara Rabb is bharosay ko kabhi
Tootney nai dega
10)
Zameer jaag he jata hai,

Agar zinda ho.
Kabhi gunnah say pehly,
Kabhi gunnah kay baad

Post a Comment

0 Comments