Islam har ghar me daakil hoga

                                         












Aaj Ki Hadees

Islam har Ghar Me Daakil Hoga; 
Hadees;  
            Hajrat mikdad (R.A) Se riwayat Hai Ki farmaya rasoole kareem(sallalao alaihi wa sallam)ne zameen ke upar aisa koi ghar baaki  nahi rahega ki daakil karega allah taala us ghar me islam ka kalam. hajrat mikdad (R.A) ne kaha ki muraad zameen-se-zameen jajira-e-arab ki hai.  koi makaan na hoga kwah shahar ka kwah jangal ka magar daakil karega haq subhaan wa taala  us me kalma islam ka ( musnad imaam ahmad)

dusaron ko share kare

Post a Comment

0 Comments