Dood Peete bachhe ka peshab ke baareme









Hadees;
Ummul momonin Hajrat maa aaisha (R.A) kahti hain ke Rasoole kareem(sallalao alaihi wa sallam)ke pass bachha laya gaya usne aapki kapdon par peshab kar diya, to aapne paani mangaya aur pouran chidak diya.  (Bukhari).

Dood Peete bachhe ka peshab;
Hadees;
Umme kais bintte mahaj (R.A) se riwayat hai ki Rasoole kareem(sallalao alaihi wa sallam) ke pass apana ek beta lekar aai jo khana na khata ta (yaani dood pita ta) to use Rasoole kareem(sallalao alaihi wa sallam) ne apani ghod me bita liya aur usne aapke kapdon par peshab kardiya. pas aapne paani mangwaya aur us par chidak diya aur use doya nahi,  (Bhukari)
apne doston me share kijiye

Post a Comment

0 Comments