Hazrat Abu Hurairah (Raziyallahu Anhu) se riwayat hai ke Nabi Kareem (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ne irshaad farmaaya: Jo chaasht ki do rakaat padhne ka ehtemaam karta hai uske gunah mu'af kardiya jaate hain agarcha wo samundar ke jhaag ke barabar ho. (Ibn-e-Maaja: 1382) Share
0 Comments