Maan-Baap Ki Khidmat Se Mehroom Na Raho


Maan-Baap Ki Khidmat Se Mehroom Na Raho ….

Mafhoom-e-Hadees: 
Riwayat Kiya Gaya Hai Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) 3 Martaba Farmate Hai Ki,
“Uski Naak Khak Aaluda Ho!!”
Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Arz Karte Hai, “Kiski Ya Rasool’Allah!! ”
Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai, “Uski Jisney Budhe Maa Baap Ya Unme Se Ek Ko Paya Aur Jannati Na Huwa!!!”
– (Muslim Sharif)

Post a Comment

0 Comments