Roza Dhaal Hai, Jab Tak Usey Faayda Na Ho



Roza Dhaal Hai, Jab Tak Usey Faada Na Ho

 Mafhoom-e-Hadees:

 Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Farmate Hai ke –
Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai:
“Roza Dhaal Hai! Jab Tak Usey Faada Na Jaaye,..
Arz Kiya Gaya! – “Kis Cheez Se Faada Jayega?”
Farmaya – “Jhoot Ya Geebat Se..”
– (Tibrani Sharif)

» Geebat Ki Wajah Se Roze Ki Nuraniyat Jaati Rehti Hai.
– (Durr-e-Mukhtar)

Post a Comment

0 Comments