1)Sawaal: Quraan-e-kareem kitane saal me naazil huwa?
Jawaab ; Quraan-e-kareem 23 saal me naazil huwa
2)Sawal; Quraan-e-kareem me kitane kitane paare hain?
Jawaab:Quraan-e-kareem me 30 paare hain
3)Sawaal; Quraan-e-kareem me kitane soorthen hain?
Jawaab; Quraan-e-kareem mein 114 soorthen hain.
4)Sawaal; Jannat ke dararoga(muhaafij) ka naam kay hai?
Jawaab: Jannat ke dararoga(muhaafij) ka naam "Rizwaan'' hai.
5)Sawaal; Jahannam ke dararoge(muhaafij) ka naam kay hai?
Jawwab; Jahannam ke dararoge(muhaafij) ka naam ''Maalik"hai.
6)Sawaal; "Abul Bashar" kis nabi ka naam hai?
Jawwab; Hazrat Aadam (alahi salam) ko "Abul bashar" kaha jata hai
To be continue
Abne doston me share kare

0 Comments