Pyare Rasool sallalao alaihi wa sallam ki payri Bathen (part1)
- Tum me behtar wo hain jin ke aqlaak achhe hon.
- Jo raham nahi karta us par raham nahi kiya jayega.
- Jo logon ka shukriya ada nahi karta wo Allah ka bi shukriya adaa nahi karta.
- Muslmaan ko gaali dena gunah hai.
- Har balai sadaka hai.
- Tum me sabse behtar shaks wo hai jo Quran sikhen aur usko sikaye.
- Haya sarafa balai hai.
- Fajar ki 2 rakat sunnat namaz duniya wa mafiha se behtar hai.
- Dua ibaadat ka magj hai.
- Behtareen tosha Allah se darna hai.
- Momin-Momin ka aaina hai.
- aag se bacho chahe 1 kajoor ka tukada hi khairat karke kuon na ho.
- Accha gumaan rakana behtarin ibadat hai.
- Asal maaldaari dil ki maaldari hai.
- Neak baqt wo hai jo Dusaron se ibrat haasil kare.
- Mangnewale hath se denewaala hath achha hai.
- Julm qayamat ke din anderon ka sabab hai.
- Rishte ko todnewala jannat me daakil nahi hoga.
- Chugali karnewala jannat me daakil nahi hoga.
- Maake kadmonke niche jannat hai.
To be continue. part 2
Apne doston me share kare

0 Comments